Sunday, March 14, 2010

prince(2010)lyrics




madahosh hava matawali fiza


Madhosh Hawa Matwaali Fiza, Sansaar Suhaana Lagta Hai (2)
kar Le Na Kissi Se Pyaar Kahin, Dil Apna Deewana Lagta Hai
madhosh Hawa Matwaali Fiza, Sansaar Suhaana Lagta Hai

raahi Hoon Naya Anjaan Dagar, Pyaara Hai Badaa Jeevan Ka Safar (2)
nikla Hoon Main Apni Masti Mein, Maaloom Nahin Manzil Hai Kidhar
yeh Badhte Hue Bechain Kadam, Aayenge Thikana Lagta Hai
kar Le Na Kissi Se Pyaar Kahin, Dil Apna Deewana Lagta Hai
madhosh Hawa Matwaali Fiza, Sansaar Suhaana Lagta Hai

oh Ho Ho Ho Ho Ho Ho Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey

kar Le Na Kissi Se Pyaar Kahin, Dil Apna Deewana Lagta Hai
madhosh Hawa Matwaali Fiza, Sansaar Suhaana Lagta Hai

pal Bhar Ko Na Hum Aaraam Kare, Do Haath Hazaaron Kaam Kare (2)
kismat Ki Shikaayat Kya Karna, Bhagwan Ko Kyon Badnaam Kare
ek Roz Humare Haathon Se Badlega Zamana Lagta Hai
kar Le Na Kissi Se Pyaar Kahin, Dil Apna Deewana Lagta Hai
madhosh Hawa Matwaali Fiza, Sansaar Suhaana Lagta Hai

jo Aag Tumhaare Dil Mein Lage Uss Aag Mein Mera Dil Bhi Jale Ha Ha
jo Aag Tumhaare Dil Mein Lage Uss Aag Mein Mera Dil Bhi Jale
dhanwaan Ho Ya Nirdhan Ho Koyi Data Ki Nazar Mein Ek Hue
insaan Se Rishta Insaan Ka Iss Jag Mein Puraana Lagta Hai
kar Le Na Kissi Se Pyaar Kahin, Dil Apna Deewana Lagta Hai
madhosh Hawa Matwaali Fiza, Sansaar Suhaana Lagta Hai



badan pe sitaare lapate huye



badan pe sitaare lapate huye, o jaane tamanna kidhar jaa rahee ho
jara paas aayo toh chain aa jaaye - (2)

hame jab naa honge toh aye dilruba, kise dekh kar haaye sharmaayogee
naa dekhogee phir tum kabhee aaina, hamare bina roj ghabraayogee
badan pe sitaare lapate huye......

hai banane sawarane kaa jab hee maja, koyee dekhne waala aashik toh ho
nahee toh yeh jalwe hain bhujhate diye, koyee mitne waala ek aashik toh ho
badan pe sitaare lapate huye......

mohabbat kee yeh intaha ho gayee, ke mastee me tumko khuda keh gaya
jamaana yeh insaaf karta raha, bura keh gaya yah bbhala keh gaya
badan pe sitaare lapate huye, o jaane tamanna kidhar jaa rahee ho
jara paas aayo, toh chain aa jaaye...





tere liye thumu deewaana banake




(jaagi jaagi, soyi na main saari raat tere liye
bheegi bheegi palake meri udaas tere liye) - (2)
akhiya bichhaayi maine tere liye, duniya bhulaayi maine tere liye
o o o o.....
(tere liye jhumu deewaana banake tere liye
waada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu juda aa aa aa.....) - (2)

o bheegi bheegi raat mein lekar ke tujhako saath mein
madhosh huye jaaye hum, aa faasalein karane de kam
jara paas tu aa mere, dheere se chhu ja mujhe
kho jaau tere pyaar mein baahon mein bhar le mujhe
o o o o.....
(tere liye jhumu deewaana banake tere liye
waada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu juda aa aa aa.....) - (2)

o bikhari teri khushbuye meri jindagi ki talaash mein
dube lamahe mere har pal tere ehsaas mein
mere khaab kehane lage palakon mein rakh le inhe
thoda chain mil jaayega tu ishaara kar de inhe
o o o o.....
(tere liye jhumu deewaana banake tere liye
waada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu juda aa aa aa.....) - (2)
jaagi jaagi, soyi na main saari raat tere liye
bheegi bheegi palake meri udaas tere liye
akhiya bichhaayi maine tere liye, duniya bhulaayi maine tere liye





kaun hoon main kisaki mujhe talaash



aa aa aa...
(anjaani si khaaish hai, anjaana sa hai afsaana
na meri koyi manjil hai na koyi hai thikaana) - (2)
aa aa aa ... e e e e aa aa aa....
kaun hoon main kisaki mujhe talaash - (2)
meri suni suni tanaha raahon par
who am i, who who am i

(behake behake se palchhin hai, hosh mein bhi madhoshi hai
mujhako sunaai deti hai, yeh kaisi khaamoshi hai) - (2)
aa aa aa ... e e e e aa aa aa....
kaun hoon main kisaki mujhe talaash - (2)
meri suni suni tanaha raahon par

(koyi bhi toh jaane na aalam meri tanhaayi ka
pichha karata rehata hoon main toh apani parchhhaayi ka) - (2)
o o o o o o..... aa aa aa aa aa...
kaun hoon main kisaki mujhe talaash - (2)
meri suni suni tanaha raahon par





ke mera jiyara tarase tarase





it' s showtime ha ha....
let' s go yo
shake a leg and move your shoulder, dj them taking over
here is a party want khona
bring a friend and bounce all you wanna
aankhon mein tu rehane laha, saanson mein tu behane laga
haan aa, get closer baby - (4)
shaamon sehar aathon pehar, bechain dil kehane laga
ke mera jiyara jiyara tarase tarase for you baby na - (4)
(everybody body body body body....)
(saanson ko saanson se chhu lene de, armaan rahe hai machal
abb toh akele mein katate nahi, tanaha jawaani ke pal) - (2)
tere bin jina kya marana kya na na na na na na...
ke mera jiyara jiyara tarase tarase for you baby na - (4)
shake a leg and move your shoulder, dj them taking over
here is a party want khona
bring a friend and bounce all you wanna
it don' t matter if you' r kaala gora
it don' t matter if you be go sola
don' t matter if you' r skinny or fat
just move your body like that o o

(mere labon pe labon ko kabhi rakh ke toh dekh jara
kaisa nasha hai meri pyaas ka chakh ke toh dekh jara) - (2)
aaja meri baahon mein baahon mein aaja aaja na
ke mera jiyara jiyara, for you baby na - (3)
ke mera jiyara jiyara tarase tarase for you baby na






ishq mein teri deewaani ho gayi




aa aa aa......
teri baahon mein mujhe aane de - (4)
ishq mein teri deewaani ho gayi
???

(ishq mein teri deewaani ho gayi
deewaani ho gayi main deewaani ho gayi) - (2)
teri baahon mein mujhe aane de - (4)
aa aa aa.....

(jo ragon mein chadh jaayein, main hoon woh nasha
jo na chhode na pichha main hoon woh saja) - (2)
ishq mein teri deewaani ho gayi, ???
ishq mein teri deewaani ho gayi
deewaani ho gayi main deewaani ho gayi
teri baahon mein mujhe aane de - (4)

teri baahon mein...
(saanson mein chubhata hai lamaha ka dhuwaan
jismon ki garmi se jalata hai sama) - (2)
haan... ishq mein teri deewaani ho gayi..., ???
ishq mein teri deewaani ho gayi
deewaani ho gayi main deewaani ho gayi
teri baahon mein mujhe aane de - (4)
mujhe aane de, de.....




Aa bhi ja sanam




aa... aa aa aa...
(aa bhi ja sanam, yuun na kar sitam
teri baahon mein) - (2) mar mitenge hum
aa bhi ja sanam, yuun na kar sitam
teri baahon mein, mar mitenge..... hum

baahon mein koyi chehara hoga
chehare pe mera pehara hoga
aawaaraapan kahein hai mujhase
sach ho jaayega tera mera hjo hai yeh saara sapana
(aa bhi ja sanam, yuun na kar sitam
teri baahon mein, mar mitenge hum) - (2)





No comments:

Post a Comment